Roman script

yaad rakhnaa mujhe yaad rakhnaa

preet ki duniya meri aabaad rakhnaa

o mujhe yaad rakhnaa

yaad rakhnaa mujhe yaad rakhnaa

preet ki duniya meri aabaad rakhna

o mujhe yaad rakhnaa

kaali kaali ghata jab chhaayegi

yaad tumko hamaari sataayegi

yaad tumko

geet birha ki raani tere gaayegi re

raani teri gaayegi

gaayegi gaayegi bhel bandhe hai

bhel bandhe dil ki bagiya mein chahaknaa

bagiya mein chahaknaa

preet ki duniyaa meri aabaad rakhna

o mujhe yaad rakhnaa yaad rakhna

mujhe yaad rakhnaa

preet ki duniyaa meri aabaad rakhna

o mujhe yaad rakhna

o dekho dekho aaye din bahaar ke re

dekho dekho o din aaye hain aaye hain 

pyaar ke re dekho dekho meet mere

meet mere kaahe toone

jaadoo kiyaa re tere binaa

tere bina lag na sake moraa jiyaa re

moraa jiyaa re

kahaan basaaoge mohe

piya piya re piya piya re

kahaan basaaoge mohe

piya piya re piya piya re phool bandhe

he phool bandhe dil ki bagiyaa mein mahaknaa

bagiyaa mein mahaknaa

preet ki duniyaa meri aabaad rakhna

yaad rakhna

preet ki duniyaa meri aabaad rakhna

o mujhe yaad rakhna

Explore this song