Roman script

bindiya jab timtimaye 

kangna jab khankhanaye 

payal jab shor machaye 

piya piya ho aaja piya piya 

jiya jiya na laage mera jiya 

are nind na mujhko aye 

hay chain na mujhko aaye 

jaan meri ab jaaye 

piya piya ho aaja piya piya 

jiya jiya na laage mera jiya 

kisi se pyar karke, ye dhokha kha rahi hu

laga ke rog dil ka, bahut pachhta rahi hu

yaad piya ki aaye, ye dukh to saha na jaye 

yaad piya ki aaye, ye dukh to saha na jaye 

yaad piya ki aaye, ye dukh to saha na jaye 

mera dil to tadpe aise, koi ghayal panchhi jaise 

main diwani ho gayi hu, ye batau sabko kaise 

piya piya ho aaja piya piya 

jiya jiya na laage mera jiya 

milan ki pyas lekar, naya ehsaas lekar 

na ji paungi ab main, ye tuti aas lekar 

mere julmi piya se, koi kah de ye ja ke 

ki le jaye wo ab to, mujhe dulhan bana ke 

piya piya ho aaja piya piya 

jiya jiya na laage mera jiya 

yaad piya ki 

are yaad piya ki aaye, ye dukh to saha na jaye 

yaad piya ki aaye, ye dukh to saha na jaye 

yaad piya ki aaye, ye dukh to saha na jaye 

teri khatir jane jana, rishte sab tod aaya 

jo na aaye tere dar tak, main wo raahe chhod aaya 

piya piya ho aaja piya piya 

jiya jiya na laage mera jiya 

jo gujri dil pe mere, wo main hi janti hu 

karega fir tu dhokha, tujhe pahchanti hu 

teri har baat jhuthi, tu jhutha hain diwana 

tujhe main bhul baithi, mujhe tu bhul jana 

piya piya ho aaja piya piya 

jiya jiya na laage mera jiya 

he yaad teri jo aaye, ye dukh to saha na jaye 

yaad teri jo aaye, ye dukh to saha na jaye 

yaad teri jo aaye, ye dukh to saha na jaye 

yaad piya ki aaye, ye dukh to saha na jaye 

piya piya ho aaja piya piya 

jiya jiya na laage mera jiya 

piya piya ho aaja piya piya 

jiya jiya na laage mera jiya 

piya piya

Explore this song