Roman script

yaad nahi jati

yaad nahi jati

bichad gaya kitna pagalpan

chala gaya sathi

yaad nahi jati

chanda dhire aata

chanda dhire aata

aa raato ko behkata

raato ko behkata

fir vo, fir vo chupke gaata

kaisa ye preeti ka nata

kaisa ye preeti ka nata

deepak hansta nach nach kar

jal jaati bati

vo paapi dhuan bankar ke

apna haal sunati

bichad gaya kitna pagalpan

chala gaya sathi

yaad nahi jati

kaha chaman hai kaha bahare

kaha chaman hai kaha bahare

bulbul ki hai kaha pukare

bulbul ki hai kaha pukare

chum chum kar kaliyo ko kyu

shabnam nahi jagaati

hawa me udhkar sukhi patti

gali gali ye gati

bichad kitna pichla pagalpan

chala gaya sathi sathi

yaad nahi jati

Explore this song