Roman script

yaad karoge yaad karoge 
humein tum yaad karoge 
kisi ek se tum dard 
ki phariyaad karoge 
yaad karoge hume 
tum yaad karoge 
ghabraoge jab humko 
na paoge kisi din 
duniyan se pata puchte 
aaoge ek din 
ghabraoge jab humko 
na paoge kisi din 
duniyan se pata puchte 
aaoge kisi din
daman se lipat kar 
mere phariyaad karoge 
yaad karoge humein 
tum yaad karoge 
kano mein sada pyar 
ki shahnaai bajegi 
aankho mein judai 
kasam nind sajegi
kano mein sada pyar 
ki shahnaai bajegi 
aankho mein judai 
kasam nind sajegi
takdeer ki dulhan na
saad karoge yaad karoge
hame tum yaad karoge
kisi ek se tum dard 
ki fariyad karoge
yaad karoge hame
tum yaad karoge

Song details

Song video

Watch on YouTube