Roman script

yad kar yad kar wo gujra jamana 

hum to bhule nahi

tera kissa purana hum to bhule nahi

hai wahi jo bane the tere julm ka nishana

hum to bhule nahi

tera kissa purana hum to bhule nahi

yad kar yad kar yad kar

tune ek suhagan ke jiwan ka bandhan toda

tune ek suhagan ke jiwan ka bandhan toda

milan se pahle bichad gaya tha 

ek hanso ka jodaare ek hanso ka joda

us tere sitam ka ab hai badla chukana

hum to bhule nahi

tera kissa purana hum to bhule nahi

yad kar yad kar ho yad kar

hum dono ko aaj mukaddar aamne samne laya

hum dono ko aaj mukaddar aamne samne laya

bahut dino se intzar tha aaj wahi din aaya

are aaj wahi din aaya

kaun hai tune to hamko nahi pahchana

hum to bhule nahi

tera kissa purana hum to bhule nahi

yad kar yad kar yad kar

padegi jispe najar hamari wo kaha bach ke jaye

padegi jispe najar hamari wo kaha bach ke jaye

aaj hi akhiri sham samjh le kal aaye na aaye

tera kal aaye na aaye

bethe hai bethe hai hum bhi tan ke nishana

hum to bhule nahi tera kissa purana hum to bhule nahi

yad kar yad kar yad kar

yad kar yad kar wo gujra jamana hum to bhule nahi

tera kissa purana hum to bhule nahi yad kar yad kar yad kar

Explore this song