Roman script

stranger stranger stranger stranger

yaad aa gayi teri yaad aa gayi 

yaad aa gayi teri yaad aa gayi

dheere se aayi hai dil mein saamaayi hai

kitni kahaaniyaan saath mein laayi hai

saari fiza dhundala gayi, dhundala gayi

yaad aa gayi teri yaad aa gayi 

rang the pighle pighle se, sang the dono behke se

bidi mein dubi dubi thi woh saari shaame

woh beete pall aaj bhi aake dil ki baahein thaame

roshani si chha gayi, chha gayi

yaad aa gayi teri yaad aa gayi 

yaad aa gayi teri yaad aa gayi 

woh sama abb kyun nahi jaana

tum jahaan hum the wahi jaana

tanhaayi doharaati hai abb tak wo biti baatein

kaise dilkash din the apne, kaisi dilkash raatein

kyo wo rut kajla gayi, kajla gayi

yaad aa gayi teri yaad aa gayi 

yaad aa gayi teri yaad aa gayi 

dheere se aayi hai dil mein saamaayi hai

kitni kahaaniyaan saath mein laayi hai

saari fiza dhundala gayi, dhundala gayi

yaad aa gayi teri yaad aa gayi 

yaad aa gayi teri yaad aa gayi 

yaad aa gayi teri yaad aa gayi 

yaad aa gayi teri yaad aa gayi 

yaad aa gayi teri yaad aa gayi 

yaad aa gayi teri yaad aa gayi

Explore this song