Roman script
yaad aa gayi wo nashili nigahe yaaro tham lena, tham lena meri baahe yaad aa gayi wo nashili nigahe yaaro tham lena, tham lena meri baahe yaad aa gayi wo nashili nigahe jaam kab humne peeya hain ye game dil ka nasha, hain jaam kab humne peeya hain ye game dil ka nasha, hain kya janu girke sambhalna ha mera sang sang chalna yaaro tham lena, tham lena meri baahe yaad aa gayi wo nashili nigahe hain unhi aankho ki nishani ye meri jakhmi jawani hain unhi aankho ki nishani ye meri jakhmi jawani main in jakhmo ko seeke kya karu hosh me jeeke yaaro tham lena, tham lena meri baahe yaad aa gayi wo nashili nigahe yaaro tham lena, tham lena meri baahe yaad aa gayi wo nashili nigahe
Song details
- Singer: Hemant Kumar
- Film / album: Manzil (1960)
- Composer: Sachin Dev Burman
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Dev Anand
- Actor: Nutan
- Actor: Badri Prasad
- Actor: K N Singh
- Actor: Pratima Devi
- Actor: David
- Actor: Manmohan Krishan
- Actor: Achla Sachdev
- Actor: Zebunisa
Song video
actor: Dev Anand, Nutan