Roman script

are o mere gudde raja tujhe kaise pyar sikhau

o mere gudde raja tujhe kaise pyaar sikhau

ya tu sayana ban ja ya mai gudiya ban jau

ye pyar ka rog bura hai kaise tujhko samjhau

mai dil laga ke tujhse bemaut na mar jau

are o mere gudde raja ha

kyu mujhse aankhe churata hai churata hai

palke sharm se jhukata hai jhukata hai

bhola hu mai nadan hu in bato se anjan hu

aa mere ram bharose tujhko mai dil me bithau

ya tu sayana ban ja ya mai gudiya ban jau

ya tu sayana ban ja ya mai gudiya ban jau

o mere gudde raja tujhe kaise pyar sikhau

bachke kaha mujhse jayega tu jayega 

kaise tu pichha chudayega chudayega

kyo hai mere aage khadi 

pichhe mere kyo hai padi

aa teri soyi soyi dhadkan me pyas jaga du

ya tu sayana ban ja ya mai gudiya ban jau

ya tu sayana ban ja ya mai gudiya ban jau

o mere gudde raja tujhe kaise pyar sikhau

ye pyar ka rog bura hai kaise tujhko samjhau

mai dil laga ke tujhse bemaut na mar jau

ya tu sayana ban ja ya mai gudiya ban jau

Explore this song