Roman script

ya nabi lije khabar bigadi hui taqdeer hai

aap ka har ek amal kuraan ki tasveer hai

madad kijiye tajdare madina

madad kijiye tajdare madina

mai aankho se dekhu daya re madina

daya re madina

madad kijiye tajdare madina

wo jhali wo roja wo minar dekhu

do aalam ke aaka ka darbar dekhu

khuda ki khudai ka shahkar dekhu

hai din raat ab intjhare madina

madad kijiye tajdare madina

nahi maine dekha kabhi pyar maa ka

khata kijiye kaali kamli ka saya

huzur apni shah me yatimi ka sadka

humesa rahu khaksare madina

madad kijiye tajdare madina

mai aankho se dekhu daya re madina

daya re madina

madad kijiye tajdare madina

madad kijiye tajdare madina

Explore this song