Roman script

kyun dard kisi ko de jaate hain log

pal mein saari khushiyan le jaate hain log

kyun pal me milte pal mein hi

bichhadte hain log

jab yaad kisi ki aati hain

fariyaad kisi ki sunaati hain

bin gunaah ki zindagi

saza ban jaati hain

ya khuda tu bata

tute dilo ki koi dawa

ya khuda tu bata

tute dilo ki koi dawa

manzar saare sukhe hain

waade saare tute hain

aankhon se barse aansu

suna ye jahan

manzar saare sukhe hain

waade saare tute hain

aankhon se barse aansu

suna ye jahan

mere dard ki dede koi dawa

kab tak rahu main

apne dil se juda

ya khuda tu bata

tute dilo ki koi dawa

ya khuda tu bata

tute dilo ki koi dawa

baadal ko saawan tarse

intzaar mein naina tadpe

aaja re aajao aajao bairi piyaa

baadal ko saawan tarse

intzaar mein naina tadpe

aaja re aajao aajao bairi piyaa

kare na koi preet

kyaa aisi bani hain reet re

yaadon mein hi reh jaayega

umeedo ka jahaan

ya khuda tu bata

tute dilo ki koi dawa

ya khuda tu bata

tute dilo ki koi dawa

ya khuda tu bata

tute dilo ki koi dawa

ya khuda tu bata

tute dilo ki koi dawa

ya khuda tu bata

tute dilo ki koi dawa

ya khuda tu bata

tute dilo ki koi dawa

Explore this song