Roman script

ya ya ya o ya ke tum par meri jaan shabab aa gaya

ya ke fir mere marne ke din aa gaye

ya ke tum par meri jaan shabab aa gaya

ya ke fir mere marne ke din aa gaye

ya ke tumko apni ki khushi maan lu

ya ke aah barne ke din aa gaye ya ke tum par

ye najre ye najre jo mujhko diwane kare

hai baharo me aise najre kaha

dur ho dil ka andhera kabhi 

asaman me aise sitare kaha

ya meri ya meri aarzuo ki kaliya khili

ya tumhare sanwarne ke din aa gaye

ya ke tum par meri jaan shabab aa gaya

ya ke fir mere marne ke din aa gaye

tumko dekha tumko dekha 

kadam dagmagane lage

aisi masti fijao me milti nahi

in mahakte huye gesuo ki kasam

aisi khushbu hawao me milti nahi

ya ke duba hua ya ke duba hua hu mai

jajbaat me ya tumhare ubharne ke din aa gaye

ya ke tum par meri jaan shabab aa gaya

ya ke fir mere marne ke din aa gaye

ya ke tumko apni ki khushi maan lu

ya ke aah barne ke din aa gaye ya ke tum par

Explore this song