Roman script

ya elahi ho mubarak tujko ye tera jaha
dil ki barbadi pe yaha bazti hai sahnaiya
ya elahi ho mubarak 
mai vo bulbul hu ke jiska aashiyana lut gya 
aashiyana lut gya 
mai vo bulbul hu ke jiska aashiyana lut gya 
aashiyana lut gya 
aarzu me mit gayi dil ka khajana lut gaya
dil ka khajana lut gaya
fasle gulani se pahle aa gayi fasle faza
dil ki barbadi pe yaha bazti hai sahnaiya
ya elahi ho mubarak 
haye kis manjil pe lai meri barbadi mujhe
meri barbadi mujhe
haye kis manjil pe lai meri barbadi mujhe
meri barbadi mujhe
chand suraj kah rahe hai aaj pariya di mujhe
aaj pariya di mujhe
meri bebsi par matam kar raha hai aasama
dil ki barbadi pe yaha bazti hai sahnaiya
ya elahi ho mubarak

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Shammi Kapoor, Nutan