Roman script

ya ali rahem ali

ya ali yaar pe kurban hai sabhi

ya ali madad ali

ya ali ye meri jaan 

ye zindagi ishq pe haa mita du luta du

main apani khudi

yaar pe haa luta du mita du

main ye hasti

ya ali rahem ali

ya ali yaar pe kurban hai sabhi

ya ali madad ali

ya ali ye meri jaan ye zindagi

mujhe kuchh pal de kurbat ke

fakiran teri chahat ke

rahe bechain dil kab tak

mile kuchh pal to raahat ke

chahat pe ishq pe haa mita du luta du

main apani khudi

yaar pe ha luta du mita du

main ye hasti

ya ali rahem ali

ya ali yaar pe kurban hai sabhi

ya ali madad ali

ya ali ye meri jaan ye zindagi

bina tere na ek pal ho 

na bin tere kabhi kal ho

ye dil ban jaaye pathhar ka 

na isme koi hulchul ho

sanam pe ha ishq pe ha 

mita du luta du 

main apani khudi

kasam se ha luta du mita du 

main ye hasti

ya ali rahem ali

ya ali yaar pe kurban hai sabhi

ya ali madad ali

ya ali ye meri jaan ye zindagi

lyrics typed by :- ruchita parab.

Explore this song