Roman script

kyun, kyun

wo raaton se nindein churaati hai kyun, kyun, kyun

meri tanhaayi ko phir jalaati hai kyun, kyun, kyun

kyun haan kyun 

wo raaton se nindein churaati hai kyun

meri tanhaayi ko phir jalaati hai kyun

kab tak chhupaau main dil ki ye baat

kab tak chhupaau main dil ki ye baat

wo aankhon se kaajal churaati hai kyun

kyun

jalta main hoon tanha vo

kyun hota ye pyaar yo

jalta main hoon tanha vo

kyun hota ye pyaar yo

usko ham bhi hai laajami, dard apna kisse kahu

kyun

sard aandhiyo si hai viraanagi

har pal mujhko dhundein hai kyun

sard aandhiyo si hai viraanagi

har pal mujhko dhundein hai kyun

yun to hai sab kuchh tere pass

phir bhi ye dil hai udaas kyun

kyun wo raaton se nindein churaati hai kyun

meri tanhaayi ko phir jalaati hai kyun

kab tak chhupaau main dil ki ye baat

wo aankhon se kaajal churaati hai kyun

wo raaton se nindein churaati hai kyun

Explore this song