Roman script

wo raat din ke kisse wo ishk ke fasane

aate hai yaad hamko gujare jamaane

wo raat din ke kisse wo ishk ke fasaane

aate hai yaad hamko gujare jamaane

aate hai yaad hamko gujare jamaane

gujre jamaane gujre jamaane

aate hai yaad hamko gujare jamaane

wo chandani wo jhilmil sitare

tanhayiyo ke mehake najaare

betabiyo kee bechain ghadiya

wo tera chhupake karna ishare

gujre jamane gujre jamane 

aate hai yaad hamko gujare jamane

wo raat din ke kisse wo ishk ke fasane

aate hai yaad hamko gujare jamaane 

aate hai yaad hamko gujare jamaane

wo wade karke tera na aana 

aane ke baad sau baate banaana

wo hamse jhutee takraar karna 

phir dur jaake rona rulaana

gujre jamaane gujre jamaane

aate hai yaad hamko gujare jamaane

wo raat din ke kisse wo ishk ke fasaane

aate hai yaad hamko gujare jamaane 

aate hai yaad hamko gujare jamaane

gujre jamaane gujre jamaane

aate hai yaad hamko gujare jamaane

gujre jamaane

Explore this song