Roman script

woh pehali baar jab ham mile

haatho me haath jab ham chale

ho gaya ye dil divaana

hota hai pyaar kya isane jaana

teri aankho me jannat basake chala

teri julfon ki chhaaon me chalta chala

tere naino me chain tere lab pe khushi

tujhako hi mai mohabbat bana ke chala

woh pehali baar jab ham mile

haatho me hath jab ham chale

ho gaya ye dil divaana

hota hai pyaar kya isane jaana

teri aankho me jannat basake chala

teri julfon ki chhaon me chalta chala

tere naino me chain tere labh pe khushi

tujhako hi mai mohabbat bana ke chala

woh pehali baar jab ham mile

ho gaye shuru ye silsile

ho gaya ye dil divaana

hota hai pyaar kya isane jaana

khilati kaliyo me dhundhu bas tere nishaan

mai naa jaanu hai aakhir ye kya karvaan

tujhe dekhu toh aaye lab pe khushi

khuda naa kare ho kabhi duriya

woh pehali baar jab ham mile

haatho me haath jab ham chale

ho gaya ye dil divaana

hota hai pyaar kya hamne jaana

ho gaya hu pagal ab tere liye

tere bin dil bechara ye kaise jiye

maine khoke hai chain payi tujh me khushi

tu bani janejana meri jindagi

woh pehali baar jab ham mile

haatho me haath jab ham chale

ho gaya ye dil divaana

hota hai pyaar kya hamne jaana

woh pehali baar jab ham mile

haatho me haath jab ham chale

ho gaya ye dil divaana

hota hai pyaar kya hamne jaana

Explore this song