Roman script

jisne pyar na kiya

vo jiya to kya jiya

aaj khule aam kahte hai rab se pyara hai piya

yaar ki baaho me jiye

aur yaar ke kandho pe mare

yaar se yaari nibhaye

dil se dildaari kare

jamane se kah do mujhe na sataye

koi pyar mera na yun aajmaaye

vo mera mahbub main uski mahbuba

vo mera mahbub main uski mahbuba

yahi mera irada yahi uska mansuba

yahi mera irada yahi uska mansuba

vo mera mahbub main uski mahbuba

vo mera mahbub main uski mahbuba

na inkaar se na ikraar se

na takraar se na talwaar se

na shohrat se na daulat se

na badla hai na badlega

dil pyar ke pakke rang me hai duba

vo mera mahbub main uski mahbuba

vo mera mahbub main uski mahbuba

yahi mera irada yahi uska mansuba

yahi mera irada yahi uska mansuba

vo mera mahbub main uski mahbuba

vo mera mahbub main uski mahbuba

mohabbat jindagi hai mohabbat bandgi hai

mohabbat nagmagi hai mohabbat roshni hai

mohabbat hai khudaai

mohabbat aashnaai

mohabbat ek nasha hai

mohabbat falsafa hai

mohabbat ek kida hai

mohabbat inteha hai

yaar ke naam pe jaaan pe kurbaan hai

vo mera mahbub main uski mahbuba

vo mera mahbub main uski mahbuba

yahi mera irada yahi uska mansuba

yahi mera irada yahi uska mansuba

vo mera mahbub main uski mahbuba

vo mera mahbub main uski mahbuba

ye elaan ab pyar ke naam hai

ye elaan ab pyar ke naam hai

saans jab tak chale yaar ka naam hai

saans jab tak chale yaar ka naam hai

jindagi hai mohabbat ke gam se hasi

jindagi hai mohabbat ke gam se hasi

ye mohabbat nahi hai to kuch bhi nahi

ye mohabbat nahi hai to kuch bhi nahi

pyar par bas kisi ka bhi chalta nahi

pyar bikta nahi pyar jhukta nahi

pyar darta nahi pyar marta nahi

pyar darta nahi pyar marta nahi

yahi uska mukaddar

yahi mera nasiba

main uska mahbub vo meri mahbuba

main uska mahbub vo meri mahbuba

yahi mera irada yahi uska mansuba

yahi mera irada yahi uska mansuba

main uska mahbub vo meri mahbuba

vo mera mahbub main uski mahbuba

main uska mahbub vo meri mahbuba

vo mera mahbub main uski mahbuba

mera mahbub

mera mahbub

Explore this song