Roman script

woh kya the aur humne unhe kya samjh liya

patthar ke but ko kaise devta samjh liya

unko to dil se yuhi khelna tha chand roj

humne tamam umr ka rishta samjh liya

woh kya the aur humne unhe kya samjh liya

woh kya the aur humne unhe kya samjh liya

humne suna tha chehra ye dil ki kitab hai

matlab har ek lafz ka ulta samjh liya

woh kya the aur humne unhe kya samjh liya

woh kya the aur humne unhe kya samjh liya

sab kuch luta ke dil ko ye ruswaiya mili

humne inhe bhi pyar ka tohfa samjh liya

woh kya the aur humne unhe kya samjh liya

patthar ke but ko kaise devta samjh liya

woh kya the aur humne unhe kya samjh liya

woh kya the aur humne unhe kya samjh liya

Explore this song