Roman script

woh jo kaha tha maine, woh kar dikhaaya na

baazi woh jaan dil ki mai jit laaya na

ho aa tu bhi dekh o jaan-e-ja

nashtar teri mohabbat ka rang laaya na

ho sajana yeh kya kiya tadpe jiya

jakhmo ke phul daago ka haar 

kitna hasin hai yeh tera pyaar

aayi na hogi aisi bahaar

teri gali ko dil ka chaman banaya na

ho aa tu bhi dekh o jaan-e-ja

nashtar teri mohabbat ka rang laaya na

ho sajana yeh kya kiya tadpe jiya

bana hai tu mere liye par mai nahi hu tere liye

tere liye hi hai mera pyaar

apne ko apni hi aag me jalaana na

ho sajana yeh kya kiya tadpe jiya

mehlo se dur baitha hu mai, abb toh tere hi jaisa hu mai

kaahe ka abb yeh intjaar

bhule se dil ne tujhko kabhi bulaaya na

baazi woh jaan dil ki mai jit laaya na

ho aa tu bhi dekh o jaan-e-ja

nashtar teri mohabbat ka rang laaya na

ho sajana yeh kya kiya tadpe jiya

Explore this song