Roman script

maine jisko dil yeh diya hai, dil yeh diya hai

maine jisko pyaar kiya hai, jisko pyaar kiya hai

maine jisko dil yeh diya hai, maine jisko pyaar kiya hai

woh ho tum woh ho tum, woh ho tum woh ho tum 

maine jisko dil yeh diya hai

tumhe paake dilbar, mujhe lag raha hai

meri zindagi mein na, ab kuch kami hai

tumhe paake dilbar, mujhe lag raha hai

meri zindagi mein na, ab kuch kami hai

tumhaare labon pe, jo bikhri kali hai

woh shabnam nahin hai, vafa ki nami hai

jisne mera chain liya hai mera chain liya hai 

jisne mera chain liya hai, mera chain liya hai 

maine jisko dil yeh diya hai, maine jisko pyaar kiya hai

woh ho tum woh ho tum, woh ho tum woh ho tum 

woh ho tum woh ho tum, woh ho tum woh ho tum 

maine jisko dil yeh diya hai

sambhaala tha maine, bahut apne dil ko

magar yeh deewaana machalne laga hai

sambhaala tha maine, bahut apne dil ko

magar yeh deewaana, machalne laga hai

mili teri meri nazar, jab se dilbar

khayaalon ka mausam badalne laga hai

mere bas mein na mera jiya hai, mera jiya hai

mere bas mein na mera jiya hai, mera jiya hai 

maine jisko dil yeh diya hai, maine jisko pyaar kiya hai

woh ho tum woh ho tum, woh ho tum woh ho tum 

woh ho tum woh ho tum, woh ho tum woh ho tum 

maine jisko dil yeh diya hai, dil yeh diya hai

maine jisko pyaar kiya hai, jisko pyaar kiya hai

maine jisko dil yeh diya hai, maine jisko pyaar kiya hai

woh ho tum woh ho tum, woh ho tum woh ho tum

woh ho tum woh ho tum, woh ho tum woh ho tum

Explore this song