Roman script

who ek dost jo mujhko khuda sa lagta hai 

bahut kareeb hai phir bhi juda sa lagta hai 

jamane bhar ki jafao ka jab hisab kiya 

jamane bhar ki jafao ka jab hisab kiya 

bewafa dost mujhko wafa sa lagta hai

bahut kareeb hai phir bhi juda sa lagta hai 

who ek dost jo mujhko khuda sa lagta hai 

naa khuda sath hai phir bhi hume sahil na mila 

naasib humse humra khafa sa lagta hai  

bahut kareeb hai phir bhi juda sa lagta hai 

who ek dost jo mujhko khuda sa lagta hai 

zindgi doobi ho jab gm ke siyakhaano me 

zindgi doobi ho jab gm ke siyakhaano me 

ek dushman bhi hmko rehnuma sa lagta hai 

bahut kareeb hai phir bhi juda sa lagta hai 

who ek dost jo mujhko khuda sa lagta hai

Explore this song