Roman script

wo din yaad karo arey wo din yaad karo

wo din yaad karo arey wo din yaad karo

dekh ke mujhko jab tumhara

dekh ke mujhko jab tumhara dil dola tha

arey wo to maine

arey wo to maine jhuth bola tha

arey wo to maine jhuth bola tha

wo din yaad karo arey wo din yaad karo

tum mujhpe marti ho tumne hi ye bhed khola tha 

arey wo to maine

arey wo to maine jhuth bola tha

arey wo to maine jhuth bola tha

aur kisi ko bhi de du dil tumko nahi dena hai 

aur kisi ko bhi de du dil tumko nahi dena hai

dil ko chhodo naam bhi tumhara nahi lena hai  

kya kuch kaha meri ulfat ka bhadka jo shola tha 

arey wo to maine

arey wo to maine jhuth bola tha

arey wo to maine jhuth bola tha

mai aur tumse pyar karu

mai aur tumse pyar karu is dhoke me mat rahna

kya kya kya kya thik se maine suna nahi

kya kaha phir se kahna

nain traju me mere pyar ko kyu tumne tola tha

arey wo to maine

arey wo to maine jhuth bola tha

arey wo to maine jhuth bola tha

jhuth ko tumne sach mana dosh tumhara apna hai

jhuth ko tumne sach mana dosh tumhara apna hai

bhul gaya ek kisa tha tut gaya ek sapna tha 

sapne me ek rat jage the sath tumne ghunghat khola tha 

arey wo to maine

arey wo to maine jhuth bola tha

arey wo to maine jhuth bola tha

wo din yaad karo arey wo din yaad karo

tum mujhpe marti ho tumne hi ye bhed khola tha

arey wo to maine

arey wo to maine sach bola tha

arey maine bhi to sach bola tha

arey wo to maine sach bola tha

arey maine bhi to sach bola tha

Explore this song