Roman script

vo wada hi kya jo nibhaya na jaye 

vo wada hi kya jo nibhaya na jaye 

yaha to judai me ja par bani hai 

yaha to judai me ja par bani hai 

na aaye to kah de ke aaya na jaye 

vo wada hi kya jo nibhaya na jaye 

ye iljam hum pe lagaya na jaye 

ye iljam hum pe lagaya na jaye 

padi apne pav me janjir aisi 

padi apne pav me janjir aisi 

ke aana bhi chahe to aaya na jaye 

vo wada hi kya jo nibhaya na jaye 

shikasta mohabbat ne vo chot khai 

ke diwana dil de utha hai duhai 

agar apne wade pe na tu aaj aai 

lahu me dubo dunga sari khudai 

lahu me dubo dunga sari khudai 

nahi bewafa tu ye mai janta hu 

nahi bewafa tu ye mai janta hu 

magar ruthe dil ko manaya na jaye 

vo wada hi kya jo nibhaya na jaye 

kabhi to ye janjir tutegi janam 

kabhi to wafa rang la ke rahegi 

kisi din darde judai ki shiddat

tadpate dilo ko mila ke rahegi 

tadpate dilo ko mila ke rahegi 

abhi ishk par aajmais ke din hai 

abhi ishk par aajmais ke din hai 

ke dil imteha se chudaya na jaye 

vo wada hi kya jo nibhaya na jaye 

yaha to judai me ja par bani hai 

na aaye to kah de ke aaya na jaye 

ye iljam hum pe lagaya na jaye 

padi apne pav me janjir aisi 

ke aana bhi chahe to aaya na jaye 

vo wada hi kya jo nibhaya na jaye

Explore this song