Roman script

wo sharab hai ye shabab hai 

wo sharab hai ye shabab hai 

ye shabab to lajawab hai 

sharab chhod kar mera shabab dekh haan 

jo pina hai nazar se pi zahar hai wo ye zindagi 

wo sharab hai ye shabab hai 

wo sharab hai ye shabab hai 

ye shabab to la jawab hai 

sharab chhod kar mera shabab dekh haan 

jo pina hai nazar se pi zahar hai wo ye zindagi 

haan wo sharab hai ye shabab hai 

is nazar se ye husn chum le

bin piye kabhi yu bhi jhoom le

is nazar se ye husn chum le

bin piye kabhi yu bhi jhoom le

ye husn ki hai bekhudi zahar hai wo ye zindagi 

hay wo sharab hai ye shabab hai 

khul ke cha gayi zulf ki ghata 

sakhi ban gayi meri har adaa

meri har adaa har ik adaa hai

madbhari zahar hai wo ye zindagi 

hay wo sharab hai ye shabab hai 

aaj to kaha mera maan le 

kya kahe nazar ab to jaan le 

aaj to kaha mera maan le 

kya kahe nazar ab to jaan le 

ab to jaan le kahi lute 

na jaan teri zahar hai wo ye zindagi 

hay wo sharab hai ye shabab hai 

ye shabab to la jawab hai 

sharab chhod kar mera shabab dekh haan 

jo pina hai nazar se pi zahar hai wo ye zindagi

Explore this song