Roman script

wo rut badal gaiwo tarana badal gaya 

tu kya gaye ki hamse jamana badal gaye 

ye kahte hi gujar gai aagle bahar bhi 

foolo pe tha jo apna thikana badal gaya 

tum kya gaye ki hamse jamana badal gaya 

mai kis tarah sunau tumhe dastaaye dil 

ankho me ansa aaye fasana badal gaya

tum kya gaye ki hamse jamana badal gaya 

dhundh la chuke hai fool sitare udas hai 

ab intjaar ka jamana badal gaya 

tum kya gaye ki hamse jamana badal gaya 

wo rut badal gaiwo tarana badal gaya 

tu kya gaye ki hamse jamana badal gaye

Explore this song