Roman script

wo pilaye to jara lehra ke pina chahiye

wo pilaye to jara lehra ke pina chahiye

dosti ke nam par chalka ke pina chahiye

wo pilaye to jara lehra ke pina chahiye

dosti ke nam par chalka ke pina chahiye

wo pilaye to jara lehra ke pina chahiye

jab ghata chaye to julfo ki mahakti chav me

jab ghata chaye to julfo ki mahakti chav me

unke hotho ki kasam unke hotho ki kasam

kha kha ke pina chahiye unke hotho ki kasam

kha kha ke pina chahiye

dosti ke naam par chalka ke pina chahiye

wo pilaye to jara lehra ke pina chahiye

ye jawa mausam ye bhigi rat ye thandi hawa

ye jawa mausam ye bhigi rat ye thandi hawa

aaj to mahbub ki aaj to mahbub ke ghar jake pina chahiye 

aaj to mahbub ke ghar jake pina chahiye

dosti ke naam par chalka ke pina chahiye

wo pilaye to jara lehra ke pina chahiye

may bhi hai saki bhi hai sagar bhi hai meena bhi hai

may bhi hai saki bhi hai sagar bhi hai meena bhi hai

ab to unko bhi mere ab to unko bhi mere

paas aake pina chahiye ab to unko bhi mere

paas aake pina chahiye

dosti ke nam par chalka ke pina chahiye

wo pilaye to jara lehra ke pina chahiye

dosti ke nam par chalka ke pina chahiye

wo pilaye to jara lehra ke pina chahiye

Explore this song