Roman script

wo paikar-e-bahaar the jidhar se wo guzar gaye

khizaan-nasib raaste bhi saj gaye sanwar gaye

ye baat hosh ki nahi ye rag bekhudi kaa hai

mai kuchh jawaab de gayaa wo kuchh sawaal kar gaye

mai kuchh jawaab de gayaa wo kuchh sawaal kar gaye

mai kuchh jawaab de gayaa wo kuchh sawaal kar gaye

wo paikar-e-bahaar the jidhar se wo guzar gaye

wo paikar-e-bahaar the jidhar se wo guzar gaye

meri nazar kaa zauq bhi shariq-e-husn ho gayaa

wo aur bhi sanwar gaye wo aur bhi nikhar gaye

wo aur bhi sanwar gaye wo aur bhi nikhar gaye

wo aur bhi sanwar gaye wo aur bhi nikhar gaye

wo paikar-e-bahaar the jidhar se wo guzar gaye

wo paikar-e-bahaar the jidhar se wo guzar gaye

hame to shauq-e-justaju me hosh hi nahi rahaa

sunaa hai wo to baarahaa qarib se guzar gaye

sunaa hai wo to baarahaa qarib se guzar gaye

sunaa hai wo to baarahaa qarib se guzar gaye

wo paikar-e-bahaar the jidhar se wo guzar gaye

wo paikar-e-bahaar the jidhar se wo guzar gaye

khizaan-nasib raaste bhi saj gaye sanwar gaye

wo paikar-e-bahaar the jidhar se wo guzar gaye

wo paikar-e-bahaar the jidhar se wo guzar gaye

Explore this song