Roman script

mera magar usse mohabbat hai to 
aur ye rasmo riwajo se bagawat hai to hai 
wo nahi mera magar usse mohabbat hai to 

jal gaya parwana kal to kya khata hai shamma ki 

to kya khata hai shamma ki shamma ki 
jal gaya parwana kal to kya khata hai shamma ki
raat bhar jawa jawa uski bhi kismat hai to 
raat bhar jawa jawa uski bhi kismat hai to 
aur ye rasmo riwajo se bagawat hai to hai 
wo nahi mera magar usse mohabbat hai to 
dost hokar dost hokar dushmano sa wo satata hai mujhe 

wo satata satata dost hokar dost 
dost hokar dost hokar dushmano sa wo satata hai mujhe 
fir bhi us jalim pe padhana apni fitrat hai to hai 
aur ye rasmo riwajo se bagawat hai to hai 
wo nahi mera magar usse mohabbat hai to 
wo nahi mera magar usse mohabbat hai to hai 
aur ye rasmo riwajo se bagawat hai to hai 
dur tha aur hum to hardam zamino aasma 
dur tha aur hum to hardam zamino aasma 
duriyo ke baad me tum me kurwat hai to hai 
duriyo ke baad me tum me kurwat hai to hai 
aur ye rasmo riwajo se bagawat hai to hai 
wo nahi mera magar usse mohabbat hai to

Song details

Song video

Watch on YouTube