Roman script
wo muqaddar na rahaa aur wo zamaanaa na rahaa tum jo begaane hu_e, ko_i yagaanaa na rahaa o zami tu hi lab-e-gaur se itanaa kah de aa meri god me gar, ko_i thikaanaa na rahaa jisaki ummid me jite the, khafaa hai wo bhi ai azal! aa ki ko_i ab to bahaanaa na rahaa raham kar, raham kar, ki ye ishq sitam hai mujh par tir phir kis pai chalege jo nishaanaa na rahaa
Explore this song
- Singer: Master Nisar
- Film / album: Shirin Farhad (1931)
- Composer: Brijlal Varma
- Lyricist: Agha Hashra Kashmiri
- Actor: Nissar
- Actor: Sajjan
- Actor: Mohd Husain
- Actor: Abdul Rehman
- Actor: Kabuli
- Actor: Mohan
- Actor: Sharifa