Roman script

wo mahfil ki shamma ab ya jalna valna chod

wo mahfil ki shamma ab ya jalna valna chod

himmat hai to aaja aaj brabar ka jod

mukabla hai mukabla mukabla hai mukabla 

mukabla hai mukabla 

rah na jaye fasla mukabla hai mukabla

himmt vimat sekhi vekhi baat purani chod

jod brabar ka hai to is jod ka hu mai tod

mukabla hai mukabla mukabla hai mukabla 

mukabla hai mukabla agar hai tujhme hoshla

mukabla hai mukabla 

mukabla humse na karo mukabla

mukabla humse na karo

nahi to mit jaoge nahi to mit jaoge

lutne valo sambhl jao nahi to mit jaoge 

nahi to mit jaoge kyu ke kyu ke

jinki aankh milane se hi sans ukhadti hai

jinki sans ukhadti hai

chudiyo ke bojh se kalayi mudti hai

kalayi mudti hai kajal ke dabav se palak 

bhi jhapkti hai duptte ke lipatne se 

kamar lachkati hai dil itna kamjor ke

chhipkali se ghabrate hai chuhe ke dar se hi 

sine se lipat jate hai sine se lipat jate hai

jane nahi paye koi lut lo inka kafila 

mukabla hai mukabla mukabla hai mukabla 

mukabla hai mukabla mukabla hai mukabla

bina hamare tum aavaj na anjam ke ho  

na anjam ke ho na do kodi ke ho

na do kodi ke ho or na kisi bhi kam ke ho

kisi bhi kam ke ho kyu ke kyu ke

har ek dod me dhokha fareb karte ho

dokha  fareb karte ho are begairat ho itne 

phir bhi humpe marte ho phir bhi humpe marte ho 

kasam khuda kar shadi ke tum fere lete ho

magr sahara baho ka haro ko dete ho

pada akal pe inke parda parda aaj uthao tum

kan pakad kar toba karle 

aisa sabak sikhao tum 

aisa sabak sikhao tum aage badke aaj mita do 

bich ka fasla

mukabla hai mukabla mukabla hai mukabla

Explore this song