Roman script
phool yeh chota sa dekho jab paudha ban jata hai paudha ban jata hai khwaisho ka tokra bharne ka chaska lag jata hai chaska lag jaata hai yeh bhi laa do, woh bhi laa do paiso ki yeh holi hai jo bhi laa do kum padega aasmaan se badi jholi hai na na na na na yeh khada, woh khada, lao rokda, rokda, rokda yeh khada, woh khada, lao rokda, rokda paudha yeh chota sa dekho jab pedh ban jaata hai pedh ban jaata hai zindagi aish me jeene ka chaska lag jaata hai yeh bhi laa do, woh bhi laa do paiso ki yeh holi hai jo bhi laa do kum padega aasmaan se badi jholi hai na na na na na yeh khada, woh khada, lao rodkda, rodkda rodkda yeh khada, woh khada, lao rodkda, rodkda is lamhe me yu simat gaya sa hai mera aaj aur kal haath me ek haath ho yeh chaahe dil har pal ankahi baato ka ankaha rang chadh jaata hai apno ko sirf apna hi samajhne ka chaska lag jaata hai lag jaata hai, lag jaata hai yeh bhi laa do, woh bhi laa do paiso ki yeh holi hai jo bhi laa do kum padega aasmaan se badi jholi hai na na na na na yeh khada, woh khada
Song details
- Singer: Aditi Singh Sharma
- Singer: Akshay Verma
- Film / album: Vicky Donor (2012)
- Composer: Akshay Verma, Abhishek Verma
- Lyricist: Akshay Verma
- Actor: Annu Kapoor
- Actor: Ayushman Khurana
- Actor: Yami Gautam
- Actor: Dolly Ahluwalia
- Actor: Kamlesh Gill
- Actor: Jayant Das
- Actor: Swaroopa Ghosh
- Actor: Bhupesh Kumar
- Actor: Inderpal Singh
- Actor: Krishna Bisht
- Actor: Kiran Lall
- Actor: John Abraham
Song video
singer: Aditi Singh Sharma, Akshay Verma