Roman script

wo kahe aap ki do chah ka inaam mujhe

wo kahe aap ki do chah ka inaam mujhe

ab to ek jaam-e-mohabbat hai 

ye paigam mujhe

ab to ek jaam-e-mohabbat hai 

ye paigam mujhe

wo kahe aap ki do chah ka inaam mujhe

wo kahe aap 

chhat gaye ranj-o-musibat ke baraste baadal

chhat gaye ranj-o-musibat ke baraste baadal

hasta suraj najar aata hai sarebaan mujhe

hasta suraj najar aata hai sarebaan mujhe

wo kahe aap ki do chah ka inaam mujhe

wo kahe aap 

aarzu ab to jagah ho gayi unke dil me

aarzu ab to jagah ho gayi unke dil me

aa gaya raas mohabbat me

mera naam mujhe

aa gaya raas mohabbat me

mera naam mujhe

wo kahe aap ki do chah ka inaam mujhe

wo kahe aap

Explore this song