Roman script

woh galiyaan mukhda-

woh galiyaan

chhorh aaye hum jo,

phir kyun bulaayen hum ko,

kyun aazmaaye, aye khuda

woh galiyaan,

bhool aaye hum jo,

kyun yaad aayein hum ko,

kyun neend udaaye, aye khuda

hai jaana humein paar paar paar

kaise chalein

ke gir ke yun baar baar baar

kaise chalein

ke maan ke haar haar haar

kaise chalein

kaise thamein hum, aye khuda

ye toote-phoote sapne,

ye jhoothe-moote sapne,

hain neendon mein khanjar-

ye roothe huey sapne!

sapne, apne antara-

jaate jaate kho jaayegi dagar

nainon se bhi

aate aate aa jayega sabar,

pairon ko bhi

hote hote ho jaayegi khabar,

ghairon ko bhi

ke humne sapnon ko kar diya-

alvidaa woh galiyaan

phoonk aaye hum jo,

phir kyun bujhaaye hum ko,

kyun dil jalaaye, aye khuda...

woh galiyaan,

chaak aaye hum jo,

phir choat dhaaye hum ko,

kyun dil dukhaaye, aye khuda

hai jaana humein paar paar paar

kaise chalein

ke gir ke yun baar baar baar

kaise chalein

ke maan ke haar haar haar

kaise chalein

kaise thamein hum, aye khuda

ye toote-phoote sapne

ye jhoothe-moote sapne,

hain neendon mein khanjar-

ye roothey huey sapne

sapne, apne

ye toote-phoote sapne

ye jhoothe-moote sapne

hain neendon mein khanjar

ye roothey huey sapne

sapne, apne

woh galiyaan

woh galiyaan

Explore this song