Roman script

wo ek shakhs jo dil me mujhe chhupa leta 

wo ek shakhs jo dil me mujhe chhupa leta 

kasam khuda ki mai use khuda bana leta 

wo ek shakhs jo dil me mujhe chhupa leta 

kasam khuda ki mai use khuda bana leta 

wo ek shakhs jo 

wo mujhko pyar se kahta ki aaj mar jaao 

wo mujhko pyar se kahta ki aaj mar jaao 

wo mujhko pyar se kahta ki aaj mar jaao 

mai apne jeene ki 

mai apne jeene ki ummid kuch bada leta 

kasam khuda ki mai use khuda bana leta 

wo ek shakhs jo 

kasam se aankh me aate naa umar bhar aansu 

kasam se aankh me aate naa umar bhar aansu 

kasam se aankh me aate naa umar bhar aansu 

jo mere saath kabhi 

jo mere saath kabhi wo bhi muskura leta 

kasam khuda ki mai use khuda bana leta 

wo ek shakhs jo 

gunaahgaar ko gar wo muaaf kar dete 

gunaahgaar ko gar wo muaaf kar dete 

gunaahgaar ko gar wo muaaf kar dete 

jamaane bhar ka bojh 

jamaane bhar ka bojh sar pe mai utha leta

kasam khuda ki mai use khuda bana leta 

wo ek shakhs jo dil me mujhe chhupa leta 

kasam khuda ki mai use khuda bana leta 

wo ek shakhs jo

Explore this song