Roman script

woh ek pal chhina kal, kiya chal hai na hal

woh ek pal chhina kal, kiya chal hai na hal

pal kisi ka nahi ho kar rehta

do muh ka sanp sabko dasta

kabhi aage chalta pichhe chalta

pal sala pal

woh ek pal chhina kal, kiya chal hai na hal

koi khud se bura nahi hota

pal toh kisi ka saga nahi hota

kabhi hansa deta, kabhi rula deta

pal saala pal

wo ek pal wo ek pal, suwar pal chheena kal

wo tha pal kiya chal, ghanta pal hai naa hal

Explore this song