Roman script

wo dil gaya wo dil ke 
wo dil gaya wo dil ke, sahare chale gaye
sahare chale gaye, sahare chale gaye 
wo dil gaya wo dil ke sahare chale gaye
jinse tha hamko pyar
jinse tha hamko pyar
jinse tha hamko pyar
wo pyare chale gaye
jinse tha hamko pyar
tum the har ek chiz thi 
mere nasib me
tum kya aa gaye nasib 
tum kya aa gaye nasib 
hamare chale gaye
jinse tha hamko pyar
wo pyare chale gaye
roshan tha jinke dam se mera
dil mera khyal
wo chand bhi gaya
wo sitare chale gaye
sitare chale gaye
sitare chale gaye
jinse tha hamko pyar
wo pyare chale gaye
jab band aankh karte hai
ye dekhte hai hum
jaise ki hum bhi sath
jaise ki hum bhi sath, tumhare chale gaye
jaise ki hum bhi sath, tumhare chale gaye
chale gaye

Song details

Song video

Watch on YouTube