Roman script

sar hai himalya jiska

ho sar hai himalya jiska, dil ganga ki dhara hai

vo desh tumhra hai, vo desh hamara hai

aa aa ho ho 

aankhe jiski mandir masjid, dil gurudwara hai

aankhe jiski mandir masjid, dil gurudwara hai

vo desh tumhra hai, vo desh hamara hai

aa aa ho ho 

aankhe jiski mandir masjid, dil gurudwara hai

aankhe jiski mandir masjid, dil gurudwara hai

vo desh tumhra hai, vo desh hamara hai

nafrat ki aag se ab, ye desh mat jalaao

gaddar andhiyo se, is desh ko bachaao

jo banti hai hamko diwar vo girao

khwaja ke dhar se utho kashi se uth ke aao 

ramayan ki katha hai iski, maryada ka darpan

isha ki suli hai iski, manavta ka dharshan

noore mohammed se hai roshan 

inke ghar ka aangan

utho hamari dharti ne ho 

utho hamari dharti ne fir hame pukara hai

vo desh tumhra hai, vo desh hamara hai

aa aa ho ho 

aankhe jiski mandir masjid, dil gurudwara hai

aankhe jiski mandir masjid, dil gurudwara hai

vo desh tumhra hai, vo desh hamara hai

hatho me hath thamo, fir dil se dil milao

bharat pukarta hai, apne kadam badhao

takrao jalimo se, apna vachan nibhaao

fir raam banke aao, ravan ka sar jhukao

roop hai iska tajmahal sa, sach hai gautam jaisa

dil se dil ka rishta iska, pawan sangam jaisa

khushi hai iski diwani si gam hai moharam jaisa

jaha ahinsha se hinsha ka ho 

jaha ahinsha se hinsha ka, sahas hara hai

vo desh tumhra hai, vo desh hamara hai

vo desh hamara hai aa aa 

vo desh hamara hai aa aa 

vo desh hamara hai aa aa

Explore this song