Roman script

wo chaand pe titli kaa kadam tum ho ha tum ho

wo phul pe khushbu kaa janam tum ho ha tum ho

raat ki baaho me simti huyi ha raat ki baaho me simti huyi

wo kaanpte hotho ki sharam tum ho ha tum ho

wo chaand pe titli kaa kadam mai hu ha mai hu

wo phul pe khushbu kaa janam mai hu ha mai hu

raat ki baaho me simti huyi raat ki baaho me simti huyi

wo kaanpte hotho ki sharam mai hu ha mai hu

julf teri hain jaise wo ghata tujhse 

chalti hai chalti hai jo hawa

julf teri hain jaise wo ghata tujhse 

chalti hai chalti hai jo hawa

tu jaane naa jaane yeh maane naa maane 

tu jaane naa jaane yeh maane naa maane 

yeh nazaare hai tere pyaar se

har shaam ki mithi si chubhan tum ho ha tum ho

wo chaand pe titli ka kadam mai hu ha mai hu

ho tujhse paaya hai maine yeh jahan

tujhsa duja naa koyi bhi hain yahan

tujhse paaya hai maine yeh jahan

tujhsa duja naa koyi bhi hain yahan

yeh dil bhi tumhaara yeh jaan bhi tumhaari 

ham diwaane hain tere pyaar ke

har khwaab ki ujali si kiran mai hu ha mai hu

wo chaand pe titli ka kadam mai hu ha mai hu

raat ki baaho me simti huyi ha raat ki baaho me simti huyi

wo kanpte hotho ki sharam mai hu ha mai hu

wo chaand pe titli kaa kadam tum ho ha tum ho

wo phul pe khushbu kaa janam mai hu ha mai hu

wo chaand pe titli kaa kadam tum ho ha tum ho

Explore this song