Roman script

wo bhooli dastaan 
lo fir yaad aa gayi
nazar ke samne 
ghata si chha gayi
nazar ke samne 
ghata si chha gayi
wo bhooli dastaan 
lo fir yaad aa gayi 
kaha se fir chale aaye 
ye bhatke huye shaye
ye khuch bule huye nagame
jo mere pyar ne gaye
ye khuch pichhadi huyi yade
ye khuch tute huye sapne
praye ho gaye to kya
kabhi ye bhi to the apne
na jane ense kyo milkar
najar sharma gayi
wo bhooli dastaan 
lo fir yaad aa gayi
khi rangi zamane the
trane hi trane the
mager ab puchata hai dil 
wo din the ya fasane the
fakat ek yad hai baki
wo khusiya lut gayi
lekin dile barbad hai baki 
kaha thi jindagi meri 
kaha per aa gayi 
wo bhooli dastaan 
lo fir yaad aa gayi

Song details

Song video

Watch on YouTube