Roman script

wo aaye wo aaye aur dil mein sama kar chale gaye

wo aaye aur dil mein sama kar chale gaye

chapke se aaye aag laga kar chale gaye

chapke se aaye chapke se aaye

chapke se aaye aag laga kar chale gaye

wo aaye aur dil mein sama kar chale gaye

wo aaye

khela karugi jalte huye aashiyane se

gujaregi intjar ki ghadiya bahane se

khela karugi jalte huye aashiyane se

gujaregi intjar ki ghadiya bahane se

achcha hua ki aag laga kar chale gaye

achcha hua achcha hua

achcha hua ki aag laga kar chale gaye

wo aaye aur dil mein sama kar chale gaye

wo aaye

koyal jo kukati hai to lagte hai dil pe teer

jhokhe nashi subah ke bhi hai bade sarif

koyal jo kukati hai to lagte hai dil pe teer

jhokhe nashi subah ke bhi hai bade sarif

main so rahi thi mujhko jaga ke chala gaya

main so rahi thi main so rahi thi

main so rahi thi mujhko jaga ke chala gaya

wo aaye aur dil mein sama kar chale gaye

wo aaye

Explore this song