Roman script

chehare jo dekhe hain saare hi pyaare hain

hum kya bataaye ke dil kis pe haare hain

kabhi iska armaan hai kabhi uska sapna hai

lagta hai apne to gardish mein taarein hain

iski baatein hai kitni pyaari

uski aankhein hai hirno jaisi kajraari

shaayad ismein hi ho samajhdaari

jyaada na bolu bas ye puchhu

what' s your raashee? ye to bata do na

what' s your raashee? itna bata do na

kaisi hai ye jaadugari, jisko dekhu hai wo pari

main haal apna kahun tumse kya

phirta hoon bas main yahin puchhata

what' s your raashee? ye to bata do na

what' s your raashee? itna bata do na

what' s your raashee? ye to bata do na

what' s your raashee? itna bata do na

what' s your raashee? ye to bata do na

what' s your raashee? itna bata do na

what' s your raashee

Explore this song