Roman script

chikna samajh ke chig na le bidu

hum to yede hai tu sar pe mat baja

chhote hai par hai bichchhu tedhe hai hum bachchu

hum to mirchi hai tu Khake to bata

panga na lena humse balle na karna

hum hai dedh shyaane samjhe kya

chhote se package me hai bada patakha

Kar du abhi dhamaka samjhe kya

apni chaal hai whacky, apne baal hai whacky

apna style hai whacky zindabaad

apna game hai whacky, apna school hai whacky

apna rule hai whacky zindabaad

whacky zindabaad wacky zindabaad

whacky zindabaad whacky whacky

whacky zindabaad whacky whacky

whacky zindabaad whacky whacky

whacky zindabaad whacky whacky

fattu na samajh humko bade daring baaz hai

boss superstar hai humko na hadka

bheja fry phir bhi chehre pe smile hai

dahi karke mind ka humko na hadka

panga na lena humse balle na karna

hum hai dedh shyaane samjhe kya

chhote se package me hai bada patakha

Kar du abhi dhamaaka samjhe kya

apni chaal hai whacky, apne baal hai whacky

apna style hai whacky zindabaad

apna game hai whacki, apna school hai waaki

apna rule hai whacki zindabaad

whacky zindabaad whacky zindabaad

whacky zindabaad whacky whacky   

naye kadam, naya safar apni nayi udaan hai

naya josh aur naye iraade

ek nayi pahchaan hai, ek nayi pahchaan hai

ek nayi pahchaan hai, ek nayi pahchaan hai

whacky zindabaad whacky

apni chaal hai whacky, apne baal hai whacky

apna style hai whacky zindabaad

apna game hai whacky, apna school hai whacky

apna rule hai whacky zindabaad

whacky zindabaad whacky zindabaad

whacky zindabaad whaacky, whacky zindabaad whaacky

whacky zindabaad whaacky, whacky zindabaad whaacky

Explore this song