Roman script

jab kabhi bolna waqt par bolna

jab kabhi bolna waqt par bolna

muddato sochna mukhtsar bolna

jab kabhi bolna waqt par bolna

muddato sochna mukhtsar bolna

jab kabhi bolna waqt par bolna

pehle kuch dur tak sath chalke parakh

pehle kuch dur tak sath chalke parakh

phir mujhe humsafar, humsafar bolna

phir mujhe humsafar, humsafar bolna

jab kabhi bolna waqt par bolna

la ll la la la ll la la

umar bhar ko mujhe besada kar gaya

umar bhar ko mujhe besada kar gaya

tera ek baar munh pher kar bolna

tera ek baar munh pher kar bolna

jab kabhi bolna waqt par bolna

la ll la la la ll la la

meri khana badosi se puchhe koi

meri khana badosi se puchhe koi

kitna mushkil hai raste ko ghar bolna

kitna mushkil hai raste ko ghar bolna

jab kabhi bolna waqt par bolna

muddato sochna mukhtsar bolna

jab kabhi bolna waqt par bolna

la ll la la la ll la la

muddato sochna

Explore this song