Roman script

maang lun main umar main umar 
thaam lun main jigar main jigar 
mang lun main umar tham lun main jigar 
mang lun main umar tham lun main jigar 
waqt nazdeek hai mulakat ka 
waqt nazdeek hai mulakat ka 
hai pareshan najar, lo lagi hai udhar 
hai pareshan najar, lo lagi hai udhar 
waqt nazdeek hai mulakaat ka 
ho o waqt nazdeek hai mulakaat ka 
aaj jee lungi main apne saton janam
mere ghar bhi padenge khushi ke kadam 
ho aaj jee lungi main apne saton janam
mere ghar bhi padenge khushi ke kadam 
samne dekh kar apne mehabub ko 
kahin aa jaye na mere hoton pe dam
aaj rakhna bhram tu meri raat ka 
waqt nazdeek hai mulakaat ka 
ho o waqt nazdeek hai mulakaat ka 
reh gayi ghut ke jeene ki hasrat meri 
chahti reh gayi mujhko chahat meri 
ho o reh gayi ghut ke jeene ki hasrat meri 
chahti reh gayi mujhko chahat meri 
ek shikwa hai bas mujhko taqdeer se 
kyun judayi se likhi mohabbat meri 
samna main karun kaise halaat ka 
waqt nazdeek hai mulakaat ka 
haan waqt nazdeek hai mulakat ka 
sare arman apne nikalungi main 
apni julfon mein tujhko chhupa lungi main 
ho o sare arman apne nikalungi main 
apni julfon mein tujhko chhupa lungi main 
zindagi aaj tujhpe luta dunga main 
apni chaht se tujhko mila dunga main 
imtihan aaj hai dil ke jazbat ka 
waqt nazdeek hai mulakat ka 
haan waqt nazdeek hai mulakat ka 
maang lun main umar thaam lun main jigar 
hai pareshan najar, lo lagi hai udhar 
waqt nazdeek hai mulakat ka 
ho o waqt nazdeek hai mulakat ka 
waqt nazdeek hai mulakat ka 
haan waqt nazdeek hai mulakat ka

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Sadhana Sargam, Udit Narayan

actor: Sonam Arora, Shobhit Attrey