Roman script

aye khudaa..aaa..aaa

gum ko bhulane do, gum ko bhulane do

waqt se mitte hai gum zindagi ke

dukh ke mahool mein tham gayi zindagi

aage badhte nhi hai panne zindagi ke

aye khuda waqt ki, raftaar ko badha de

aye khuda waqt ki, raftaar ko badha de

gum ko bhulane do, gum ko bhulane do

dukh mein bhare aansu dard se bhara dil

hoo katne na de waqt banaye zindagi ko mushkil

waqt se mitte hai gum zindagi ke

aye khuda waqt ki, raftaar ko badha de

aye khuda waqt ki, raftaar ko badha de

gum ko bhulane do gum ko bhulane do

yaa maulaa..aa..khudaa...

ya khuda..ya khuda

ya khuda..ya khuda

gum or khushi waqt ke do pehlu

jab gum se mile hai ruksat

tab zindagi ko mile fursat

waqt se mitte hai gum zindagi ke

aye khuda waqt ki raftaar ko badha de

aye khuda waqt ki raftaar ko badha de

gum ko bhulane do, gum ko bhulane do

Explore this song