Roman script

waqt bigade waqt banaye

waqt bigade waqt banaye

waqt ujade waqt basaye

waqt ke hath hai sab kuch lekin

waqt ke hath hai sab kuch lekin

waqt kisi ke hath na aaye

waqt kisi ke hath na aaye

waqt ghav deta hai o

waqt ghav deta hai

waqt marham hai

jivan sukh dukh ka ek sangam hai

jivan sukh dukh ka ek sangam hai

dukh thoda jyada hai o

dukh thoda jyada hai

sukh thoda kam hai

jivan sukh dukh ka ek sangam hai

jivan sukh dukh ka ek sangam hai

Explore this song