Roman script

waqt bada baimaan oo raba, waqt bada baimaan

tute gaye sab khwab hamare, bikher gaye armaan 

oo raba raba, waqt bada baimaan

lamha lamha haath se fisali kya din hai kya raat

bante bante bigadi jaye jiwan ki har baat

sab kuch hai anjaan oo raba, sab kuch hai anjaan

oo raba raba, waqt bada baimaan

waqt bada baimaan oo raba, waqt bada baimaan

uljhi uljhi dor hai saari, kon ise suljhaye

hum jitani suljhane jaye aur uljhati jaye

nikali jaye jaan oo raba, nikali jaye jaan

oo raba raba, waqt bada baimaan

waqt bada baimaan oo raba, waqt bada baimaan

dhundhali dhundhali saari fija hai, chhupa hua hai raaj

apne andar tut rahi hai apni hi aawaj

saanso me tufan oo raba, saaso me tufan

oo raba raba, waqt bada baimaan

waqt bada baimaan oo raba, waqt bada baimaan 

tute gaye sab khwab hamare, bikher gaye armaan 

oo raba raba, waqt bada baimaan

waqt bada baimaan oo raba, waqt bada baimaan

waqt bada baimaan oo raba, waqt bada baimaan

waqt bada baimaan oo raba, waqt bada baimaan

waqt bada baimaan oo raba, waqt bada baimaan

Explore this song