Roman script

wapas kar do meri nind

wapas kar do mera karar

mujhe nahi karna hai pyar

tauba meri, tauba meri, tauba

ab kya ho sakta hai yaar

ab to karna padega pyar

teer najar ka ho gaya paar

tauba meri, tauba meri, tauba meri, tauba

wapas kar do meri nind ho

ye jo dil ka sauda hai

ye jo dil ka sauda hai

bas ek baar ye hota hai

ye jo dil ka sauda hai

bas ek baar ye hota hai

bas ek baar ye hota hai

wapas le lo apna dil

wapas kar do mera dil

mujhe nahi banna dildar

tauba meri, tauba meri, tauba

wapas kar do meri nind

dil ko jara machalne do

dil ko jara machalne do

ye arman nikalne do

dil ko jara machalne do

ye arman nikalne do

ye arman nikalne do

niklenge dil ke arman

sath me niklegi ye jaan

main mahi marne ko taiyar

tauba meri, tauba meri o

wapas kar do meri nind

accha to phir aaj ke baad

accha to phir aaj ke baad

na milna, na karna yaad

accha to phir aaj ke baad

na milna, na karna yaad

na milna, na karna yaad

tujhko gussa aaya to

aaya mujhe gusse pe pyar

dil yu dhadka pahli baar

tauba meri, tauba meri

tauba meri, tauba meri

wapas kar do meri nind

wapas kar do mera karar

mujhe nahi karna hai pyar

tauba meri, tauba meri

tauba meri, tauba meri

ab kya ho sakta hai yaar

ab to karna padega pyar

teer najar ka ho gaya paar

tauba meri, tauba meri, tauba meri, tauba

Explore this song