Roman script

wallah kya nazara hai mausam bada pyara hai

oye kya bat hai aisa tamasha yahi maine dekha 

kahi maine dekha nahi

chote bacho ko sikhana bada asan hai

bade bacho ko sikhaye kis tarah

diwano ko samjhaye to bade sokh se 

sayano ko samjhaye kis tarah

o logo aao tum bhi dekho

aisa tamasha yahi maine dekha kahi maine dekha nahi

wallah kya nazara hai mausam bada pyara hai

hai aisa tamasha yahi maine dekha kahi maine dekha nahi

jhutha or kacha har rishta jahan ka tute to bas ho jaye dusmani

sacha or pakka ek rishta hai pyar ka nam jiska hai dosti

jisne dekha wo ye bola

aisa tamasha yahi maine dekha kahi maine dekha nahi

wallah kya nazara hai mausam bada pyara hai 

aisa tamasha yahi maine dekha kahi maine dekha nahi

ghar walo se to achha ye mehman hai rutho ko jisne mana diya

kaisi pyari iske danto pe muskan hai rote huo ka jisne hasa diya

sabhi gao milke tarana sabhi gao milke tarana

aisa tamasha yahi maine dekha kahi maine dekha nahi

wallah kya nazara hai mausam bada pyara hai 

aisa tamasha yahi maine dekha kahi maine dekha nahi

wallah kya nazara hai mausam bada pyara hai

oye kya bat hai aisa tamasha yahi maine dekha 

kahi maine dekha nahi

Explore this song