Roman script

chehra irani (wah bhai wah)

naache afghani (wah bhai wah)

nazre shaitani (wah bhai wah)

julfe mastani (wah bhai wah)

lachke tufani (wah bhai wah)

nahkre sultani (wah bhai wah)

rangat roohani (wah bhai wah)

husnela paani (wah bhai wah)

wah re malang tera naam ho gaya

charcha tera sare-aam ho gaya

walla walla, oo

mashallah, oo

gul afshani walla walla

walla walla, oo

mashallah, oo

tu noorani walla walla

khanjar aadayein,(haaye)

nastar nigaahein

gustaakh aashiq bechare ye mar na jaaye

tu laajawabi,(haaye)

dhaak nawabi

dil ko katar dega tera ye rang rubabi

main hu nasha, main lab kusha

ek vaari pee le tu aaye maza

mashaallah!

zikar-e-jubaan mein tu hai

har ek bayaan mein tu hai

dil ke makaan mein tu hai

tu hai nasha, tu hai maja

ek vaari peene mein kya hai khata?

duba-duba-duba-duba

main teri adayon mein

duba-duba-duba-duba

dil mast nigahon mein

loota-loota-loota-loota

haye tune dil loota

karde inayat ae huzum-ae-mehbuba

walla walla, oo

mashallah, oo

gul afshani walla walla

walla walla, oo

mashallah, oo

tu noorani walla walla

khuda hafiz!

Explore this song